Hello dosto aaj ham aapko btane wale hai ki blogging kya hai or isme kese kaam kiya jata hai Or Blogging se online paisa kese kmaya jata hai.
Blogging kya hai ?

Blogging ek online plate form hai jaha aap Airtical Likh ker uska Seo Kerke usse paisa kma skte hai to yah ek product Hai jese aapko me btao ki aapko Ek jagah se dusri jgah jana hai or ja aap hi rahe or jagah aapki hai lakin kisi sadhan bike aapkp vaha tak le ja rhi hai wese hi aap Blogging Ko Smje jese ki Bike yah aapko online earning Tak pahuca skti hai aapne iska shi istemal kiya to or dil se kaam kiya to caliye jante hai iske bare me detail se.
Blog Ko kese bnaya jata hai ?
Blog Ko bnane ke liye sbse pahle aapkp yah idea hona cahiye ki blog ko kis topics per bnana hai uske bad aapko yah sochna hai ki aap Free Plate Form per jana cahte hai ya paid uske baad aap start Kre Ager aap Free Me blogging kerna cahte hai to Blogger aapke loye ek best optoin hai or ager aap kuch invest kerke ese ggeniunlly kerna cahte hai to aap WordPress per ja skte hai.
Blogger– Yah ek google ka plate form hai jise aap Free me use ker skte hai. Or yaha aap Free Domain Or Free Hosting ko Use ker skte hai meri mane to domain to free use na kre thoda invest kerke Buy kerle taki aap ise Fast Response pa ske Lakin baat lre blogger ki to dono aapko yaha free me milte hai aab aap per depand kerta hai ki free me le ya Paid.
Wordoress– yah ek best optoin Hai aapne blog ko setup kerne ka kyuki yaha aapko Custamize ke kahi trike mil jate hai josse aap aapne blog ko man caha Desing ker skte hai or Sbse aachi baat isse aapko seo kerne me bhi kafi help milti hai to yah kah skte hai ki yah aapke liye best optoin hai blogger ke campare ager aap kuch invest ker skte hai to.
Domain– Dosto Domain kya hai yaj aapka Adress hota hai ager aap jis nam se el bar domain buy ker lete hai usse dusra admi use nhi ker pata ise aapko website ka ek adress bn jata hai jisse ki aap us website ke fully owner hote hai.
Most papular domains website-
- Godady
- Claoudfare
- Etc.
Hosting– Dosto hosting ek server hota hai jaha aapka data save hota hai jise koi bhi user aapki website per ata hai or us data ke liye request kerta hai yah aapki websites ke data ko 1 click me Live ker deta hai iske liye aapko best Hosting ko cunna kafi jaruri hai jese –
- Hostgator
- Hostinger
- Hostmucode
- Siteground
- Namecheap
- A2zhosting
Or bhi bhut company hai jinke sath aap hosting le skte hai.
Blogging se online paisa kese kmaye ?
Blogging se online paisa kmane ke liye aapko puri trah se aapne blog ko setup kerna hoga or Uska seo kerna hoga us per traffic lana or or usse kisi Earning optoin se connect kerna hoga jese affiliate marketing or advertising tab jakr aap usse online paisa kma skte hai to jante hai inke bare me detail se.
Seo Kya hai or yah website ke liye kyu important hai ?
Seo ka full form hai search engine optamize yah google ka algorithm hai jisse google ranking desite kerne ke liye istemal kerta hai ek blog ko properly rank kerne ke liye aapko usme in jizo ka dhyan rakhna hoga-
1.quality Post
2.Unique post
3.Futured image (Size minium)
4.Image Alt Tag
5.Bound Link Unique
6.Heading h1 h2 h3 h4\
Aapko in bato ka dhyan rakhna hai dosto aapko sbse pahle kaam kerne ke liye keywords research kerna hogi uske bad in sari jise me aapka wah keyword hona cahiye.To badhiya aasani se Aisi Bhi kar sakte hain aur Aisi or se apni website per traffic Bilal sakte hain
Disclaimer
to doston Aaj Humne aapko bataya ki block kya hota hai block se online Paisa Kaise kamaya jata hai ki bare mein aur apne Kuchh points we discuss Kiye Hain bahut Chhote se jinko aap samajh sakte hain King ke liye kya kya fact zaroori hai kya kya baat hai zaroori hai ine sari chijon ko gram Dhyan se karte hain sari chijon ko agar aap Nahin Mein rakhkar blogging karte hain to aapko blogging ke andar Kafi Jyada success milane ke chances Hai To doston aaj ke liye itna Hi Agar aaj ka yah post aapko Achcha Laga Ho Aur is post ke andar Agar aapka koi confusion koi doubt ho ja puchna Chahte Hain To aap Hamen Comment main poochh sakte hain uska reply Jarur Denge aur yah post bdada Kotak share Karen Taki vah log is post ko Pade aur unko blogging se related important Jo Jankari Hai vah Mil sake.